Thursday, May 4, 2017

yeh shaam..zindagi ki

Dhundhli dhundhli shaam hui
Ab toh wapas aa jao..
Dhundhli dhundhli shaam hui
Ab toh wapas aaja na...
Ke is samay toh, parinde bhi... laut aate hai 


Tumhare baad hamara haal aisa hai,
Ke jaise saaz ke sab taar toot jaate hain
Ke is samay toh, parinde bhi... laut aate hai
Dhundhli dhundhli shaam hui 


Tum toh gaye par yaad na gayi,
Zubaan se meri fariyaad na gayi
Guzri na aisi koi saans,
Jismein tumahara naam na ho,
Tab tak karunga yaad main,
Jab tak umr tamaam na ho,
Tumhare haath se mera haath yoon chhuta,
ke jaise bheed mein kuch haath chhoot jaate hai
ke is samay toh, parinde bhi.. laut aate hai


Dhundhli dhundhli shaam hui,
Ab toh wapas aa jao...


----------------------------------------------------------

kisko khojti hun main..kya chahti hun main..kiska mujhe intezaar hai.. kyun darti hun main.
is samay toh parinde bhi laut aate hain.. 

The wait seems to be theoretical self-made concept rather than a reality. My deepest emotions are that of fear and hurt rather than of being loved. I wonder do people know love today? Or do they do love? The greatest poets and philosophers talk of pain and yearning with such eloquence that one cant help but fantasize such hurt. Are emotions a good thing or bad? Is it fair to expect and hope for some understanding or even with that we complicate it too much to align with our fantasies like I mentioned earlier allowing no one and nothing to understand. 

...is samay toh parinde bhi laut aate hain...